Tera pyar mujhe sichata hai
Aur Tera ahsas hai meri himmat
Tera Dil me hai mera Basera
Tu hai mery jannat
Jism me aur ruh me teri sason ka saya hai
Bhid ho ya tanhai teri yado ne mujhe bHut sataya hai
Tumhe yad kar hi ni rahe hai yaha
Nahi to bhagne ka kai bar man banaya hai
Sapno Ko dunia me Ko Sao
Rat jyada ho chuki hai ab so jao
Mery Jan good night
Intaha ho injar ki
N koi chithi N parti aayi mere yar ki
Ab to hawao ne bhi rukh mod diya
Kaise kahu tanhai pyar ki
Aur Tera ahsas hai meri himmat
Tera Dil me hai mera Basera
Tu hai mery jannat
Jism me aur ruh me teri sason ka saya hai
Bhid ho ya tanhai teri yado ne mujhe bHut sataya hai
Tumhe yad kar hi ni rahe hai yaha
Nahi to bhagne ka kai bar man banaya hai
Sapno Ko dunia me Ko Sao
Rat jyada ho chuki hai ab so jao
Mery Jan good night
Intaha ho injar ki
N koi chithi N parti aayi mere yar ki
Ab to hawao ne bhi rukh mod diya
Kaise kahu tanhai pyar ki
Tere pyar ne mujhe pagal kar diya
aur vakt ne begana
Teri asiki sir Chad gayi mere par abhi
khatm N ho paya Safar vadiyo ka anjana
Chala ja Raha hu kin raho par
Jine ki kosish me chod diye Lamhe Mane jine ke
Aur bahane mare Maine vo lage tume nagine se
Es Rahi Jo bhul Hui to chhmadan me chahta hu
En tedi medi jivan ki raho me har pag sath tumhara chahta hu
Dil ke Gubar aur tere balo ki bahar
Meri maujudagi ka ahsas aur Tera pyar
Chalti raho me Teri yad aur tumase milane mi aas
Bus ab e jindagi yahi fariyad
Dil Ko taslli dete hai tumase .milane mi aas me
Lekin kambakht jindagi har bar koi Naya rag chhed deti. hai
Dil ke Dard ne Geet kaha
Nid ke moti ne Shabd diye
Tere pyar ke dhage se Maine eese Piro deye
Ham sard mahaul me soye nahi
Or tumne to hamari nid ki tohin kar di
Jine ki kosish me chod diye Lamhe Mane jine ke
Aur bahane mare Maine vo lage tume nagine se
Es Rahi Jo bhul Hui to chhmadan me chahta hu
En tedi medi jivan ki raho me har pag sath tumhara chahta hu
Dil ke Gubar aur tere balo ki bahar
Meri maujudagi ka ahsas aur Tera pyar
Chalti raho me Teri yad aur tumase milane mi aas
Bus ab e jindagi yahi fariyad
Dil Ko taslli dete hai tumase .milane mi aas me
Lekin kambakht jindagi har bar koi Naya rag chhed deti. hai
Dil ke Dard ne Geet kaha
Nid ke moti ne Shabd diye
Tere pyar ke dhage se Maine eese Piro deye
Ham sard mahaul me soye nahi
Or tumne to hamari nid ki tohin kar di
Achi lagati hai bate tumhari
Todi sararat Todi chedkhani tumari
Hum Ghayal hai Teri ada Se
Samhlne de mujhe Jara
Aur sametlu aaj me har yad tumari
: Dil me khayal aur dimag hai Khali
: Jab Dil ho aag to Puri dunia lagati Khali khali
Radhe tere yad me aasu dariya ho Gaye
Dil se nikle sirf yahi ki haum tere pyar me pagal ho gaye
Bahut aata hai aur fir Jehan se nahi jati hai
Bahut kosish Karu Kahi aur Dil bahlane ki
Lekin kambhat koi aur jagah samajh nahi aati hai
Teri yad
Hum akele nahi Teri yad sath hai
Chahat hai Dil me aur bahut sa pyar bhi
Samhal kar rakha hai har pal ke tanhai Ko
Par vakt manjur karega milan ki adaygi ko
Thoda aur samhalo Dil Ko
Kuch pal ki bat hai
Meri hasrato ka tumhe injar hai
Likha hai tumane hath se
Bhavnaye Dil ki chhalak uthi
barsa megh sawan ka aur Dharti mahak uthi
Tumhe pyar karane me
Tumhe yad karane me
Hum busy hai Tere photo ka Deedar karane me
Khana Pina sab ho Gaya ab vakt tumse batiyane kahai
Kuch sune aapki aur
Kuch apni batane ka hai
Hamne gajal dekhi Kavita bhi dekhi aur dekha sara jahha
Jab se basaya Dil me tumhe phir N aaya koi yaha
Tere bin ni nahi chain kaha
Kambakht naukari ne gulam Bana dala
Hum to har pal tere balo ki sirhan mahsus karate hai
Aur mukkdar se ye maksud karte hai
Ye khuda kuch pal to de muhabbta ke
Hum bhi to tere hi bande hae hai
Pyar Diwana ho to Dil begana ho hi jata hai
Mohabbat se judai me har Banda Shayar ya sayana ho hi jata hai
Khushi Mili jindagi me tumase milakar
Laga jindagi hi mil gayi
Par kismat ki manjuri ruk ruk kar aati hai
Apne hal batao Janam
Hum to vahi purane hai
Kaise samay nikalta hai
Aur kya kya naye tarane hai
Dup aur barish acha
Mausam to suhane hai
Thoda khayal rajho apna
Khasi jukam bhi aane Jane hai
Pic ,mausam aur adaye
Sab kuch hai nice😃
Mausam Badal Chuka hai
To bye bye to ice.
Kha Liya pi Liya
Ab mast pade hai
Thoda aaram kar rahe hai
Esiliye sust pade hai
ha ha ha ye aapka pyar hai
Jaisi aapki echchha banda to sukragujar hai
Kaise bharam hai logo Ko
Banate aham me logo Ko
Sab yahi ka hai yahi rah jayega
Char din ki Chandni fir sab khatam ho jayega
: Ji lo Apne Dino ko
Aaj ka apna vakt hai
Fir kisane dekha
Kal ki kisako khabar hai
: Rate katati karvat Badal Badal kar
Sote hai purani yado me
Vakt ke raftar se chalana hai muskil
Chale hai Apne khwavo me
Har rat subah ki aas me katati hai
Aur subah ki dhup sunahari lagati hai
Agar andhera saghan bhi ho to kya darana
Aage ki rah sunahari hai
Ghayal Dil mera
Tu parijad si Rani hai
Thodi si gustakhi kar karo
Kar to Li manamani hai
Kitane gussa dikhalaogi
Banda bikhar N jaye
Aag lagi Dil me
Barf. pighal Na jaye
Jan tere pyar hum Bekarar hai
Thodi si mohalat de do
Aane Mo ab taiyar hai
Is beiman mausam ka kya kahe
Kabhi rukh palat jata hai
Dil ne tere Didar Ko arj Kiya hai
Tere viyog ne hi ye Marj diya hai
Ek tasweer to bhejo apni
Esame harj kya hai
: Dil mile aur Phol khile bago me
Sawan aaya hai to din gujare tere sayo me
Ritu Mastani aayi hai
Man mere ab Chahat aayi hai
Es jhar jhar mausam ne
BHar di badan me angdayi hai
Madhosi ka aalam eesa
Ab har chij mujhe yaha bas deti tanhai hai
Tere Deedar Ko betab Jia
Par vakt ki rusavai hai
Call karo to phone lagata
N karo to time nahi karata
Tumhari bat hi kuch eesi hai ki
Tumhrae Bina Dil nahi samhala
Call karo to thodi der bad hi kat dete ho
Call N karo to pura gussa jhadte ho
Kare to kare kya darling
Kare to kya kare darling tum bada hi satate ho
Tum sath ho to bat hi alag Hoti hai
Tum sath ho har pal jindagi ahsas alag Hoti hai
Dil ko khayalo me hi nahi
Asali mulakato se Sabra Hoti hai
Jaldi ghar aane tumhari gujarish
Meri kashish bada. Deti hai
Jaise sawan ke pahli bood
Seep me moti ki aas jaga deti hai
Hum to ese Dil Jale hai Jo dusaro ke Dil jala jala kar bhi jite hai
Pani N ho to aansu Ko bhi pite hai
Dil se etane achche hi msg nikale
Esaa ho nahi Sakta
Halwai ke kadaee se
Sirf mithai hi nahi garam Tel bhi nikalata hai
Bachakar rakho thode din aur
Mileage to bhul jaogi
Kya kahe aur kya Rahane de
Jab bhi aayege Puri fursat se mileage
Pure di khat se N hilege N dulege
Padana jaruri hai
Dana jRuri hai
Aur samay se aage badana jaruri hai
Sapno Ko dunia me Kho jao
Rat jyada ho chuki hai ab so jao
Intaha ho injar ki
N koi chithi N parti aayi mere yar ki
Ab to hawao ne bhi rukh mod diya
Kaise kahu tanhai pyar ki
Adat nahi hai adhik bat karane ki
Lekin kambhat Dil Ko rok nahi pate
Asiki tumse jamane se
Par bol nahi pate
Vakt aur vayde ki laz rakhane ke liye apna viswas hoe ke sath sath eswar ka sath bhi chahiye
Jism me aur ruh me teri sason ka saya hai
Bhid ho ya tanhai teri yado ne mujhe bHut sataya hai
Tumhe yad kar hi ni rahe hai yaha
Nahi to bhagne ka kai bar man banaya hai
Mohabbat ke najir hi kuch esi hai
Jaise dil Ko Kured kar bannai bo
Agar ho Jai to ye lakir hi kuchh esi hai
Jaise PAtthar Ko chhed kR bannai ho
Teri Yad yad kafi nahi
Tu bhi jaruri hai
Sirf ahsas Kahi nafi
Tera sath bhi jaruri hai
Good morning
Tera pyar mujhe sichata hai
Aur Tera ahsas hai meri himmat
Tera Dil me hai mera Basera
Tu hai mery jannat
Aaj mausM ki Suhani bude
Ched Rahi hai tan man Ko
Jaise krisn. Bajaye basurya
Aur liti Radha angadai ho
Garam hawao ne rukh mod Liya hai
Khud Ko bhitar Apne hi Samet liya Liya hai
Ab endra Dev ne aadesh diya megho Ko
Barso tab tak Dharti jhum uthe aur man jivo ka aanadit ho
: Pawan Dhara par bhahti hai
Yha ki bat vha kagati hai
Acha bate bhi le jati aur buri bhi kahati hai
Jaisa mausam aata hai
Vo usi rag me dalti hai
Esi tarah se sadhu Jan
Sare Jag me vichran karate hai
Pakkhi postman aur vyapari
Sabhi yaha ki vha karte hai
Jaisa mausam aata hai
Uski ye pahle hi khabar rakhte hai
Tery khubsurti ka kya bayan kare hame
Laga jaise badalo ke beech ugate Suraj ki Roshni ho
Kuch bhul Gaye ye sochakar
Ki tumhe Suraj ki roshani bhi ho
Aur Shital Chandni ho
Teri khubsirti ka key
Baya kare hum
Lagta hai jaise badalo ke beech ugate suraj ki rosni ho tum
: Kuch bhul gaye ye sochkar ki tumhe suraj ki roshani kahe ya sitaro ki chadni
Kuch bol N paye ye sochkar ki tumhe Suraj ki Roshni kahe ya sitaro ki chandani
Ji rahe hai es Tamanna me
Ki thodi si duri aur baki hai
Socha N tha ki khud hi Shayar ban jahege
Socha N tha ki duriya etani hogi ki tery yado me pal bitayege
Hamne deewane bahut dekhe jamane me
Pata nahi tha ki tujhe dekh kar khud bhi deewane ho jayege
Es mausam ne angdai Li hai aur dildar se kafi duri hai
Badal hai ghane andhere
Par dhartai ki pyas adhuri hai
Badal ne barish ki
Medak ne aawaj lagai hai
Bahar aa jao sare
Ye Ritu Mastani aayi hai
Koyal ne Madhur aawaj se moh Liya Kano Ko
Tab mor ki Bari aayi hai
Lage nachne bago me
Pedo se jhar jhar kar Pani ki bude Dharti ki pyas bujhane aayi hai
Rat ho gayi ab sne ka vakt hai
Tum bhi so jao apna bister Taj o takht hai
Bahane bahut hai tum par
Mujhe tahalane le
Hame bhi adat ho gaya hai
Time Satane ki
Pata nahi kab ahsas Kuch jyada ho gata hai
Ye labj jab kah deti ho to
Sital hawao ka jhoka chhu Kar nikal jata hai
Subah ki achi suruat. ho
Khusiyo ki barsat. ho
Nahi kamna hai mere
Man me khusi and ullas ho
Yahi kamna hai mery
Dil khusi aur ullas ho
Teri yad hum etane fikramand ho gaye
Barish Hoti Rahi
Ham nahane se chuk gaye
Pyar me dard hai par pata Kam chalta hai
Data kharab ho to
Dard ho n ho mud
WhatsApp band hota hai
Pyar bahut hai Jan tumse
Shabdo me kah sakate
Rah nahi sakate Tere bin ek pal bhi
Duriya ab sab nahi sakte
Pyar bahut hai Jan tumse
Shabdo me kah nahi sakate
Rah nahi sakate Tere bin ek pal bhi
Duriya ab sah nahi sakte
Duriya talkh hoti hai
Par umeed Baki hai
Bahut kast deti hai
Par pyar Baki hai
Aajkal vakt nahi logo ke pas tyohar manane ka
Lekin vakt bahut hai daru pikar chillane ka
Jo Sabse jyada bekar hai
Usko sBse jyda shauk hai khud Ko vyast dikhane ka
Dosto ke es pyar ko Salam karate hai
Barso bit gaye tab bhi yad hai unke jehan me hamari
Es jajbe ko Salam karate hai
Hum to nanij hai
Par apke jaise dost mile
Esi kismat par naz hai hame
Jab dard gahara ho to dost bat lete hai
Khusiyo me char chand laga dete hai
Vajah moi bhi bhi ho
Bevajah bhi Jan laga dete hai
Achi Nido me so Jao
Sapno me ab kho Jao
Sath Me bitiya rani lo
Air subah tumhari achi ho
Comments
Post a Comment